Friday, 10 January 2014

Wo Bhi Ab Ham Se Thak Gaya Ho Ga....,

Ham Bhi Ab Us Se Thak Gaye Hun Ge....! ;)

#JaunElia <3
#Shair
#UrduPoetry



Nahin Ehsas Tum Ko Raigani Ka Hamari....,

Saholat Se Tumhen Shayad Muyassar Ho Gaye Hain....! :@
#Shair
#UrduPoetry



Jis Par Hamari Ankh Ne Moti Bichaye Raat Bhar....,

Bheja Wahi Khat Use, Ham Ne Likha Kuch Bhi Nahin....! :)

#BashirBadar
#Shair
#UrduPoetry



Khawab Dekha Nahin K Nendon Se....,

Rabta Ustowaar Tha He Nahin....! :(
#Shair
#UrduPoetry

No comments:

Post a Comment