Monday, 30 September 2013

Aaj K Aadmi Ka Ajab Haal Hai....,

Lab To Khanda'n Magar Aankh Tar Hai Miya'n....! ;(

#Khawaja Javed Akhtar
#Shair
#UrduPoetry



Jo Dil Ka Zehr Tha Kaghaz Pe Sab Bekheir Diya....,

Phir Apne Ap Tabiyat Meri Sanbhalne Lagi....! :)

#ShakeebJalali
#Shair
#UrduPoetry



Naya Ik Rishta Paida Kyon Karen Ham....?

Bicharna Hai To Jhagra Kyon Karen Ham....? ;)

#JaunElia
#Shair
#UrduPoetry

No comments:

Post a Comment